How To Enable Developer option in any android phone

How To Enable Developer option in any android phone





 Hello Freiends,

To dosto jaise ki aap jaante hi hoge ki hame kuch functions ke liye ( developer ) option ki jarurat padati hai.

dosto developer option on karna koi muskil nahi hai, aap ko aaj yaha fully simple method me bataya jaayega.

dosto devloper option on karne ke liye niche diye gaye screenshot dekh kar samagh jaayoge .

ager nahi samagh aaya to piratically bhi bataya hu video  me niche aapko video  bhi mil jaayega.

1. Open your Setting 





2. About option me jaayo





3. build version likha hoga yaa kernel version likha hoga





4. usper 7-8 baar tap kare





5. back aajo





6. ab aapko about ke uper developer aa gaya  hoga




ager dosto aapko nahi samagh me aaya to niche wali video dekhiye

. Video :-




asha karta hu ki dosto aapko yeh post pasand aaiye hogi, aise hi knowledge ke hamare jhakkaas knowledge per bane rahe.


SHARE

Milan Tomic

Hi. I’m Designer of Blog Magic. I’m CEO/Founder of ThemeXpose. I’m Creative Art Director, Web Designer, UI/UX Designer, Interaction Designer, Industrial Designer, Web Developer, Business Enthusiast, StartUp Enthusiast, Speaker, Writer and Photographer. Inspired to make things looks better.

  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment